Follow us

Blogging me success kiyo nahi ka Kiya Karan hai


Blogging me success kiyo nahi ka Kiya Karan hai
Blogging me success kiyo nahi ka Kiya Karan hai :-
 dosto aap sabi se meri vinti hai aap humari website ko best hindi website banane mai ho sake to humari madad kare,to baat karte hai mein topic par , aaj hum baat karne wale hai ish ->> hindi website mai aap traffic succes kyo nahi ho pate aur adsense ke ads ko website mai lagane ke liye kya kya galtiya karte ho ? to dosto aap humari ish post ko thoda bhi miss na kare to start karte , starting mai meine bahut aise website owner ko ya logo ko dhekha hai jo website bhi bana lete hai aur fir website designs subdomain mai rupye kharch karte rehte hai aur fir website par bhi pubic na aane se website ko delete kardete hai yaa website par kaam karna band kar dete hai agar koi puchta hai to website owner yaa log kehte ki->>> are yaar google par hazaro hindi websites hai ishi liye humari website par traffic kaha se aayega humara kehna hai->>> aap sabi ka websites owner ya logo ka kehna bhi ek dam sahi hai google par hazaro hindi websites hai aur galti aap sabi websites owner ya logo ki hi hoti aur aapko ish waza se website par succse nahi mil pati , dosto aapne new google ya kisi hosting par hindi mai blog ya blogspot website banaya hai to aapke kuch ish tareh ki baate batayenge ki unh galtiyo ko new website mai kabi na kare jisse aapko website ko fir se band karna pade, to dosto post mai topic ko batana start karte hai,

Step_1 :-
 aapki pehli galti->> agar aap apni website par post karte hai aur ush post ko aur aage badane ke liye kisi ki west hindi blog website se post ko copy karlete hai aur apni blog website ki post mai chipaka dete hai aur pirkaasit karke publice kar dete hai jab koi vister aapki post ko dusri bhasa mai google se convert karte hai to google pata chal jata hai ki ish website owner ne yeh post aapne aap nahi likhi hai post ko dusri blog se churaa liya hai fir aapki website ko yani aapke email par notification warning ka bhejta agar aapne aisa kuch kiya to aapki website ko humesa ke liye block kar diya jayega filal mai aapne jis contact ko churaya hai use delete karde aur fir kabi aisa na kare , aur aapko pata aapki website aur har post ki khabar rakhta hai aur dosto aap apni hindi blog website par woi topic post kare jiske vare aapko jayeda se jayeda jaankaari ho,

Step_2 :-
 visiter ke sath post mai kaise paish aaye->>> aap jab apni blog website par post karte hai to visiter ke liye post kuch aise sabd ka upyog kare-> namaskaar mere pyar dosto ' aur dosto aapki website ki traffic bhi rojana badti jayegi jisse aapki blog west hindi blog website ban jayegi aur famus bhi ho jayegi aur aisa karne se aapko succse milegi, step-3 aap sabi website owner ya logo ko lagta ki blog par keval post likh dene aur pirkaasit karo vash post ko whatsapp , facebook ,intallgram ,twitter, par share karo aur rupya kamana start ho jayega yeh aapki galat baat hai tab hi to visiter aapki blog ko pasand nahi karte hai agar aapka matlove rupya hi blog se kamana hai to aapko apni blog website ko google par traffic ko rojana publise karna hoga tabi aapko real traffic milega aur rupya kamane ke liye aapko apni blog ki post ko google search mai itna lana hai aapki post first number par aa jaye chalo manke chaliye ki aap abi new blog created karte hai to aap usme ek aisa theam chuniye jis baare mai aapko jaankaari ho aur fir theam chunne ke baad aapko apni blog par jo bhi post likh kar dalte hai to aapko ek kaam aur karna hota hai post ko jayeda se jayeda google traffic ke liye , whatsapp,whatsapp group, facebook ,facebook group ke liye share kare jisse aapki blog jayeda se jayeda traffic aane lagega,

Step_4 :-
 aap apni blog ko adsense se apply karne mai bhi kya kya galti karte ho->>> jab aapke blog website ke money teb mai aapki blog ko adsense yeh niyentrad aata hai ki->>> apne junun ko laabh mai badle adsense ke vigyaapano ko aapni blog dikhakar paise kamane ka muft aasan rasta hai yeh niyentrad aap sabi ki blog ke liye hota hai fir aap singup par click karke adsense ko apply kar dete hai aur 24 hours ke baad adsense aapki blog mai galtiya nikaal kar disapprovd kardeta hai yani aapki blog adsense approved nahi karta aur dosto sabse badi aapki yeh hi galti hai, step-5 aapki blog mai adsense kya kya galtiya nikaalta hai->>> dosto aap apni blog par sabse badi galti yeh karte ho bina page banaye , bina costmaaize kare , bahut hi kam post aur view, bina police pade, adsense yehi sabikami nikaalta hai agar aap inh sabi kamiyo par pehle se dhyan dekar google yani kamiyo ko thik karke adsense ko apply karte ho to aap 100% adsense aapki blog ko approved karta, aaj post mai yahi tak mai aasa karta hoo mere pyare dosto aapko yeh meri post jarur pasand aayegi aur aapko post pasand aaye to post ko share karke humari help kare, Dhanyewaad Mere Pyare Dosto,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Post a Comment

0 Comments